Wednesday, 20 February 2019

Best video editing software for mobile and pc. Video editor for youtube.

Best video editing software for mobile and pc.

Best video editing software for mobile and pc.
Best video editing software for mobile and pc.


Hello friends. Kaise hain aap log. Dosto aaj ke is post me ham aapko batayege ki sabse accha video editing software kon sa hai mobile or pc dono ke liye.

Friends agar aap ek youtuber  hain ya video editing sikhna  chahte hain. Or aap koi aacha or easy software search kar rahe hain to aap sahi jagah par aaye hain. 

To dosto agar aap beginner hai or aap koi easy software khoj rahe hain to mai aapko salah dunga ki aap Wondershare Filmora software ka use kijiye. Filmora software easy hone ke saath saath aapko professional quality deta hai.

Dosto jab main youtube par ana chahta tha tab mai bhi bahut pareshan tha . Mai bhi sochta tha ki koi easy software mil jaye jise mai asaani se chala saku. Maine bhi bahut sare video editor use kiye lekin meri samajh me nahi aya. 

Tab mujhe mila Wondershare Filmora. Ye software easy ke sath sath aapko bahut saare transitions, filters, text styles, overlays, green screen Removal tool or bhi bahut kuch.

1. Easy to use.

Dosto Filmora ka interface bahut easy hai. Ye easy interface ke liye hi famous hai. Kyuki beginners ke liye sabse behtar. Isme sari chije drage and drop hoti hai.

2. Transitions.

Filmora me hame 100+ transitions milte hain wo bhi professional. Transitions lagana bhi bahut asan hai. Bas aapko do video clips ke upar drag and drop karna haota hai. 

3. Filters.

Dosto isme aapko har tarah ke filters milte hain. Jais3 ki cinematic filter, old film filter, hallowin filter and many more.
Isme aapko bhi 100+ filters hote hain.

4. Text styles and fonts.

Filmora is the fully loaded software. Dosto isme aapko har tarah ke text styles milte hain. Aapko jaise text style chaihiye saare aapko milenge. 

5. Chroma key.

Dosto Filmora me aap saani se apni video ka background change kar sakte hain. Dosto iska ye feature hame bahut pasand aya. Isse aap bahut sare effects bhi tayyar kar sakte hai.

To dosto aapko ye post kaisi lagi ummid karta hu ki acchi lagi hogi. Dosto mujhe ye software bahut accha laga to maine aapko bhi tataya. Aapko bhi accha lagega.


0 comments: