Sunday 17 February 2019

Why monetization has been disable on youtube.

Why monetization has been disable on youtube.
Why monetization has been disable on youtube.
Why monetization has been disable on youtube.


Hello friends. Aaj ham aapko batayege ki youtube channel ka monetization disable kyu hota hai.
Dosto mai wahi chije aap logo ko batata hu jo maine abhi tak apne youtube experience me dekhi hoti hai.

Bahut sare hamare bhai log honge jinhone apna youtube channel start kiya hai or kuch logo ki thodi galti ki wajah se aapka monetization disable ho jata hai.

Ek baar account disable hone baad bahut hi mushkil me hamara monetization enable hota hai. Or kabhi kabhi monetization enable bhi nahi hota. To aaplog bahut pareshani me ajate hai.

Friends agar aap bhi youtube par videos dalte hain. Ya aap bhi youtube se kuch online earning karna chahte hain aapko AdSense ki  ads apne youtube channel par lagana hota hai.

1. Dost agar aapka monetization on ho chuka hai tab aapka monetization disable hua hai to iska matlab hai ki aapki videos par show ho rahe ads par invalid clicks jyada hue hai.

2. Agar aapka monetization on nahi hua hai, ya aapka channel under review me hai tab aapka monetization disable hua hai to iska matlab hai ki aapke ek se jyada Adsense account hain.

Is pareshani se nipatne ke bhi kuch upay hai. Wo fir kabhi mai aapko bataunga.

0 comments: