Saturday, 24 February 2018

How to make rabbit with cotton using bulb in hindi | Gk craft

                 How to make rabbit with cotton using bulb



Aaj ham aapko rui/cotton se ek pyara sa rabbit banana sikhayege to dosto chalte hai rabbit/khargosh banane.

Rabbit/khargosh baname me jaruri cheje..

 Cotton/rui, fuse bulb , red stone-aankh banane ke liye,kaichi, or fevicol/ glue

Banane ki vidhi--


1. Sabse pahle bulb ko le kar uspar charo or fevicol lagaye.









2.ab cotton ki ek patli si  layer banale.








3.uske baad fevicol lage huye bulb par cotton charo or chipka de or pura bulb ko cotton se band kar de.









4.iske baad ab aap thoda sa cotton lekar rabbit ke kaan kainchi ki sahayta se bana lijiye.









5. Ab bane huye dono kaano ko fevicol ki madat se chipka dijiye.








6. Ab aap rabbit ke pair banane ke liye cchote cchote 4 cotton ke gole bana lijiye.








7. Ab aap charo pairo ko fevicol se khargosh ke pairo ki jagah par laga dijiye.

8. Laal moti se rabbit ki aankhen bana lijiye.
9. Or last me tail/ punchh bana dijiye.









Ab aapka sundar sa rabbit taiyyar hai.






Visit my youtube channel click here www.youtube.com/gkcraft

And please subscribe my channel for mor interesting videos.
                                               

                                                 Thanks!


Video dekhne ke liye is link par click kare  https://youtu.be/zK-ee82s4qk

0 comments: