Wednesday 6 March 2019

Pathri ki dawa. Pathri ka ilaaj.

Pathri ki dawa. Pathri ka ilaaj.

Pathri ki dawa. Pathri ka ilaaj.
Pathri ki dawa. Pathri ka ilaaj.



Hello friends. 
Aanpe kabhi na kabhi to pathri ke bare me suna hi hoga. Pathri ka dard itna tej hota hai ki aisa lagta hai ki jaan bas nikalne wali hi hai. To dosto mai ab aapko asaan bhasha me bataunga ki pathri kya hoti hai or iska ilaj kya hai. Pathri ki sabse achhi dawai kon si hai.


Aaj ke daor me badalte khan paan ke karan hi bahut sari bimariyon ne janm le liya hai. Jisse kai tarah ki bimariya ho jati hain or hame bhari kimat chukani padti hai. Ise bimariyon me se ek bimari hai pathri ki jo khafi kashtdayi hoti hai.

Pathri yani ki kidney stone. Pathri agar 6-7mm tak  badi hai to 70% chance hote hain ki aapki pathri davaiyon ki sahayta se gal jayegi. Is daoran aapko pani khoob pina hoga. Kyunki aap jitna jyada pani piyenge unti hi Jalldi aapki pathri gal jayegi.


Or agar pathri 7mm se jyada hai to bahut kam chance hote hai ki pathri dawa se gale. Fir to aapko iske liye operation karna pad sakta hai.

To dosto iski sabse achhi dawai mere bisab se systone tablet or neeri syrup sabse acchi dawai hai. pathri puri tarah se galne me 4 se 5 mahine lag sakte hain. Aise samay me aapko jyada oily chije nahi khani chahiye. Or jyada masaledar chije bhi nahi khani chahiye.

Pathri ka ilaj jadi buti se bhi kiya jata hai. Agar aapke yaha koi pathri ki ayurvedic dawa ya koi jadi buti deta hai to aapko sath me iska bhi sevan karna chahiye. Kyuki jitni Jalldi ayurvedic dawa aapki pathri ko khatam kar sakti hai utna koi or nahi.

Y3 dawai khane se aapki pathri gal jayegi nahi to kuch dino me aapke mutra ke sath bahar nikal jayegi. Or aapko pathri se hamesha ke liye khatam ho jayegi. Or ha aapko dawai chhodne ke baad 2 mahine tak  jyada pani pina chahiye.

1 comment:

  1. sirji, kya aap bta sakte h ki ayurvedic ilaj bhi kaam karta h? maine ye video dekhi thi www.youtube.com/watch?v=xgWy5kRD2AE
    aapka bhot bhot dhanyavaad

    ReplyDelete